Recent

Abhi Na Jaao Chod Kar [Hum Dono - 1961]

MALE
Abhi na jaao chod kar ke dil abhi bhara nahin -2
Abhi abhi to aayi hoo abhi abhi to
Abhi abhi to aayi ho bahar banke chhayi ho
Hawa zara mahak to le nazar jara bahek to le
Ye shaam dhal to le zara - 2
Ye dil samhal to le zara
Main thorhi der jee too lun nashe ke ghuunt pi to lun
Nash eke ghunt pi to lun abhi to kuchh kuchh kaha nahin
Abhi to kuchh suna nahin
Abhi na jaao chod kar ke dil abhi bhara nahin


FEMALE
Sitaren jhil mila uthe... – 2
Charag jagmaga uthe
Bas ab na mujhko tokna... - 2
Na barhke raah rokna
Agar main ruk gayi abhi to jaa na paungi kabhi
Yehi kahoge tum sada ke dil abhi nahin bhara
Jo khatm ho kisi jaga ye aisa silsila nahin

MALE
Abhi nahin abhi nahin

FEMALE
Nahin nahin nahin nahin

MALE
Abhi na jaao chod kar ke dil abhi bhara nahin


MALE
Adhuri aas... -2
Chodke adhuri pyas chorh ke
Jo roz yun hi jaaogi to kis tarha nibhaogi
Ke zindigi ki rahon mein jawan dilon ki chaha mein
Kayee maqam aayenge jo humko azmayenge
Bura na mano baat ka ye pyar hai gila nahin

FEMALE
Haan… yeh kahoge tum sada ke dil abhi bhara nahin

MALE
Haan…an… dil abhi bhara nahin

FEMALE
Nahin nahin nahin nahin

No comments