Recent

Sau Baar Yeh Kahe Dil - Yamla Pagla Deewana - Shreya Ghoshal, Omar Nadeem

Movie: Yamla Pagla Deewana
Artists: Shreya Ghoshal, Omar Nadeem

Teri yeh aankhein mujhe bawra karein
Aankhon mein meri kai rang hai bhare
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein

Oh meri humdum dil ki zara sun
Baahon mein aa bikhre
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein

Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Aankhon mein dekha jo tune
Toh bata kya dekha
Haan maine hai naam tumhara surme se likha

Yeh surme ki dhaari, kare hai hoshiyari
Kya padhe kya na padhe

Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein

Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein

Tu toh sukoon hai mera
Main piya shor hoon
Haan pehle thi aur koi main

Ab koi aur hoon
Na tuhi badli hai, na main hi badla hoon
Badli hai bas nazrein
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein

Oh mer humdum dil ki zara sun
Baahon mein aa bikhre
Sau baar yeh kahe dil
Ke aaja tujhe pyaar karein
Sau baar, ke aaja, ke aaja tujhe pyaar karein

Ke aaja tujhe pyaar karein
Ke aaja tujhe pyaar karein

No comments