Recent

Tumhi Ho Bandhu - Cocktail [2012]

Yaara tere sadke ishq sikha main toh
Aayi jug taj ke ishq sikha
Main toh yaara tere sadke ishq sikha main toh
Aayi jug taj ke ishq sikha
Jab yaar kare parwah meri
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Jug mujhpe lagaaye pabandi
Main hoon hi nahi iss duniya ki

Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi

Every time every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi

Dil ki takhti par hoon likhti
Ishqaa.. ishqaan
Jug kya jaane dil ko mere
Ishqaa.. kiska (2)

Lag yaar gale le saar meri
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Tu jeet meri, jug haar meri
Main hoon hi nahi iss duniya ki

Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi

Every time every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi

Ban ke chahat nazron se khat
Likhna likhna
Tu hai jaisa mujhko waisa
Dikhna dikhna (2)

Ve sabak sarooron ka saathi
Mujhe kya parwaah iss duniya ki
Tu paas mere jug paas mere
Main hoon hi nahi iss duniya ki

Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi

Every time every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi

No comments